15+ | Best Ahmed Faraz Poetry in Urdu 2 lines with Images |

Ahmed Faraz Poetry Cover
If you’re looking for the best Ahmed Faraz Poetry on deep and loving images then congrats you found the right place.

Here you get the best collection of 15+ Faraz Shayari in Urdu text with deep & soulful images.

Best Faraz Poetry on Soulful Pics:

Ahmed Faraz Sad Poetry on Mohabbat in Urdu 2 lines

Barbad Karnay Ke Aur Bhi Rastay Thay Faraz!
Na Janay Unhain Mohabbat Ka Hi Khayal Kyun Aaya

برباد کرنے کے اور بھی راستے تھے فراز
نہ جانے انھیں محبّت کا ہی خیال کیوں آیا

Ahmed Faraz Poetry on Dil in Urdu

Ab Tak Dil Khush Faham Ko Tujh Se Hain Umeedain
Yeh Akhri Shamain Bhi Bochanay Ke Liye Aa

اب تک دل خوش فہم کو تجھ سے ہیں امیدیں
یہ آخری شمعیں بھی بھجانے کے لئے آ

Ahmed Faraz Broken Heart Urdu Poetry 2 lines

Ab Mayoos Kyun Ho Uski Bewafai Pah Faraz
Tum Khud Hi Kehtay Thay Keh Woh Sab Se Juda Hai

اب مایوس کیوں ہو اس کی بے وفائی پہ فراز
تم خود ہی کہتے تھے کہ وہ سب سے جدا ہے

Ahmed Faraz Heart Touching Poetry in Urdu Text 2 lines

Kisi Se Juda Hona Agar Itna Aasaan Hota Faraz!
Toh Jism Se Rooh Ko Lenay Kabhi Farishtay Nahi Aatay

کسی سے جدا ہونا اگر اتنا آسان ہوتا فراز
تو جسم سے روح کو لینے کبھی فرشتے نہیں آتے

Ahmed Faraz Poetry on Flowers in Urdu

Ab Ke Hum Bichare Toh Shayad Kabhi Khuwabon Mein Milein Gaye
Jis Tarah Sokhay Howay Bhool Kitabon Mein Milein Gaye

اب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں گئے
جس طرح سوکھے ہوۓ بھول کتابوں میں ملیں گئے

Click & Read: 15+ Best Jaun Elia Sad Poetry Collection in Urdu With Pics

Ahmed Faraz Sad Poetry in Urdu 2 lines

Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhain Hum
Yeh Bhi Bohat Hai Tujh Ko Agar Bhool Jayain Hum

اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم
یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم

Faraz Urdu Poetry About Flowers and Love in Urdu

Hamari Misal Un Phoolo Jesi Hai Faraz!
Jo Khilay Hi Nahi Morjhanay Ke Khuf Se

!ہماری مثال ان پھولوں جیسی ہے فراز
جو کھلے ہی نہیں مرجھانے کے خوف سے

Ahmed Faraz Romantic Poetry in Urdu

Aatay Jatay Saray Mausam Us Se Nusbaat Rakhte Hain
Us Ka Hejar Khizaon Jesa Us Ka Qurb Baharon Sa

آتے جاتے سارے موسم اس سے نسبت رکھتے ہیں
اس کا ہجر خزاؤں جیسا اس کا قرب بہاروں سا

Ahmed Faraz Poetry on Sad Love in Urdu

Kesay Khabar Woh Mohabbat Thi Ya Raqabat Thi
Bohat Se Log Tujhay Dekh Kar Hamare Howay

کیسے خبر وہ محبّت تھی یا رقابت تھی
بہت سے لوگ تجھے دیکھ کر ہمارے ہوۓ

Ahmed Faraz Poetry on Barish in Urdu Text 2 lines

Inn Barishon Se Dosti Achi Nahi Faraz !!
Kacha Tera Makaan Hai Kuch Toh Khayal Kar

!ان بارشوں سے دوستی اچھی نہیں فراز
کچا تیرا مکان ہے کچھ تو خیال کر

Click & Read: 20+ Best Urdu Poetry Collection With Emotional Pics (Updated 2024)

Ahmed Faraz Heart Touching Love Poetry in Urdu 2 lines

Sajdon Mein Guzar Don Apni Saari Zindagi Faraz!
Ek Bar Woh Kehh De Mujhe Duaon Se Mang Lo

سجدوں میں گزر دوں اپنی ساری زندگی فراز
ایک بار وہ کہہ دے مجھے دعاؤں سے مانگ لو

2 lines best faraz shayari in urdu

Aur Faraz Chahiye Kitni Mohabbatein Tujhay
Maao Ne Tere Naam Par Bachon Ka Naam Rakh Diya

اور فراز چاییں کتنی محببتیں تجھے
ماؤں نے تیرے نام پر بچوں کا نام رکھ دیا

Ahmed Faraz Famous Urdu Poetry 2 lines

Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Uske Shehar Mein Kuch Din Ther Ke Dekhte Hain

سنا ہے لوگ اسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں
سو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں


Ahmed Faraz Poetry About Lover in Urdu 2 lines

Kabhi Milay Ga To Seenay Mein Jazb Karloga
Mein Rasmi Rasmi Sa Usko Salaam Kya Bhejon

کبھی ملے گا تو سینے میں جذب کرلوگا
میں رسمی رسمی سا اس کو سلام کیا بھیجوں


Ahmed Faraz Poetry About Friendship in Urdu 2 lines

Tum Takluf Ko Bhi Ikhlas Samjhte Ho Faraz
Dost Hota Nahi Har Hath Milane Walay

تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فراز
دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والے

Ahmed Faraz Deep Poetry in Urdu 2 lines

Mein Janta Hoon Keh Duniya Tujhe Badal De Gayi
Mein Manta Hoon Keh Aisa Nahi Bazahir To

میں جانتا ہوں کہ دنیا تجھے بدل دے گی
میں مانتا ہوں کہ ایسا نہیں بظاھر تو

Ahmed Faraz Poetry About Muqaddar and Destiny in Urdu

Meri Qismat Ki Lakiray Mere Hath Mein Na Thi
Tere Mathe Par Koi Mera Muqaddar Dekhta

میری قسمت کی لکیریں میرے ہاتھ میں نہ تھی
تیرے ماتھے پر کوئی میرا مقدّر دیکھتا

Click & Read: 15+ Best Mohsin Naqvi Poetry Collection in Urdu With Pics

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment