15+ | Best Mohsin Naqvi Poetry in Urdu 2 lines with Images |

Mohsin Naqvi Poetry Cover
If you’re looking for the best Mohsin Naqvi Poetry on deep and loving images then congrats you found the right place.

Here you get the best collection of 15+ Mohsin Shayari in Urdu text with amazing & deep images.

Best Mohsin Naqvi Poetry on Deep Pics:

Mohsin Naqvi Famous Poetry in Urdu Text 2 lines

Har Mor Pah Mil Jatay Hain Hamdard Hazaron
Mohsin Teri Basti Mein Adakar Bohat Hain

ہر موڑ پہ مل جاتے ہیں ہمدرد ہزاروں
محسن تیری بستی میں اداکار بہت ہیں

Mohsin Naqvi Attitude Poetry in Urdu

Umer Itni Toh Atta Kar Mere Fan Ko Khaliq
Mera Dushman Mere Marne Ki Khabar Ko Tarse

عمر اتنی تو عطا کر میرے فن کو خالق
میرا دشمن میرے مرنے کی خبر کو ترسے

Mohsin Naqvi Poetry on Friends in Urdu Text 2 lines

Bichara, Toh Dosti Ke Asase Bhi Bat Gaye
Shohrat Woh Le Gaya Mujhay Ruswai De Gaya

بچھڑا، تو دوستی کے اثاثے بھی بٹ گئے
شہرت وہ لے گیا مجھے رسوائی دے گیا

Mohsin Naqvi Sad Bewafa Urdu Poetry

Woh Mahtab Sift Aaina Jabain Mohsin
Galay Mila Bhi Toh Matlab Nikale Ke Liye

وہ ماہتاب صفت آئینہ جبیں محسن
گلے ملا بھی تو مطلب نکالے کے لئے

Mohsin Naqvi Romantic Urdu Poetry 2 lines

Tere Chehray Ki Kashash Thi Keh Plat Kar Dekha
Warna Soraj Toh Dobara Nahi Dekha Jata

تیرے چہرے کی کشش تھی کہ پلٹ کر دیکھا
ورنہ سورج تو دوبارہ نہیں دیکھا جاتا

Click & Read: 20+ Best Love Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Mohsin Naqvi Poetry on Judai and Bicharna in Urdu

Bichar Ke Mujh Se Kabhi Tou Nay Yeh Bhi Socha Hai
Adhura Chand Bhi Kitna Udaas Lagta Hai

بچھڑ کے مجھ سے کبھی تو نے یہ بھی سوچا ہے
ادھورا چاند بھی کتنا اداس لگتا ہے

Mohsin Naqvi Poetry on beauty and husn in urdu text

Tum Sanwaro Apni In Zulfon Ko
Meri Halat Kharab Rehnay Do

تم سنوارو اپنی ان زلفوں کو
میری حالت خراب رہنے دو

Mohsin Naqvi Poetry on Aana

Mohsin Humein Yeh Soch Ke Karni Pari Pahil
Shayad Woh Shakhs Aaj Bhi Qaid-e-Aana Mein Ho

محسن ہمیں یہ سوچ کے کرنی پڑی پہل
شاید وہ شخص آج بھی قید انا میں ہو

Mohsin Naqvi Best Love Poetry in Urdu 2 lines

Bichar Ke Usay Mein Duniya Ki Thokron Mein Hoon Mohsin
Woh Paas Thi Toh Mujhay Lazawaal Rakhti Thi

بچھڑ کے اسے میں دنیا کی ٹھوکروں میں ہوں محسن
وہ پاس تھی تو مجھے لازوال رکھتی تھی

Mohsin Naqvi Poetry About Anaa and Ego in Urdu

Anaa Ne Hath Uthane Nahi Diya Warna
Meri Dua Se Woh Pathar Pighal Bhi Sakta Tha

انا نے ہاتھ اٹھانے نہیں دیا ورنہ
میری دعا سے وہ پتھر پگھل بھی سکتا تھا

Mohsin Naqvi Poetry about Sad Lovers in Urdu Text

Ab Yeh Bhi Nahi Yaad Keh Kya Naam Tha Uska
Jis Shakhs Ko Maanga Tha Manajaat Ki Mannid

اب یہ بھی نہیں یاد کہ کیا نام تھا اس کا
جس شخص کو مانگا تھا مناجات کی مانند

Mohsin Naqvi Sad Poetry About Dil in Urdu

Ek Dil Hai Keh Basaya Nahi Jata Hum Se
Log Sehraon Ko Gulzar Bana Detay Hain

ایک دل ہے کہ بسایا نہیں جاتا ہم سے
لوگ صحراؤں کو گلزار بنا دیتے ہیں

Mohsin Naqvi Best Broken Heart Urdu Poetry

Bari Be-Chain Rehti Hai Tabiyat Ab Meri Mohsin
Mujhay Ab Qatil Hona Hai Magar Qaatil Nahi Milta

بڑی بے چین رہتی ہے طبیعت اب میری محسن
مجھے اب قتل ہونا ہے مگر قاتل نہیں ملتا

Click & Read:15+ Best Allama Iqbal Poetry Collection in Urdu With Pics

Mohsin Naqvi 2 line Sad Urdu Shayari

Udaas Tha Is Qadar Ke Soya Nahi Raat Bhar
Palkon Se Likh Raha Tha Tera Naam Chand Par

اداس تھا اس قدر کے سویا نہیں رات بھر
پلکوں سے لکھ رہا تھا تیرا نام چاند پر

Mohsin Naqvi Poetry About Lover in Urdu 2 lines

Hum Yousuf Zamaan Thay Abhi Kal Ki Baat Hai
Tum Hum Pa Meharban Thay Abhi Kal Ki Baat Hai

ہم یوسف زماں تھے ابھی کل کی بات ہے
تم ہم پہ مہربان تھے ابھی کل کی بات ہے

Heart Touching Deep Mohsin Naqvi Poetry in Urdu

Sirf Hathon Ko Na Dekho Kabhi Aankhein Bhi Parho
Kuch Sawali Baray Khud Dar Howa Karte Hain

صرف ہاتھوں کو نہ دیکھو کبھی آنکھیں بھی پڑھو
کچھ سوالی بڑے خود دار ہوا کرتے ہیں

Mohsin Naqvi Poetry About Sad Love in Urdu

Usay Itna Na Soch Keh Teri Aadat Na Ban Jaye
Phir Aisi Aadatain Mohsin Badalna Bhi Nahi Mumkin

اسے اتنا نہ سوچ کہ تیری عادت نہ بن جائے
پھر ایسی عادتیں محسن بدلنا بھی نہیں ممکن

Deep Mohsin Naqvi Poetry in Urdu 2 lines

Mujhe Se Mat Pochh Keh Ehsaas Ki Had Kya Thi
Dhoop Aisi Thi Keh Saaye Ko Bhi Jalte Dekha

مجھے سے مت پوچھ کہ احساس کی حد کیا تھی
دھوپ ایسی تھی کہ سایے کو بھی جلتے دیکھا

Mohsin Naqvi Poetry on Sad Love in Urdu

Plat Kar Bhi Nahi Dekhain Gaye Uski Berukhi Mohsin
Bhul Diyan Gaye Usay Aisay Keh Woh Bhi Yaad Rakhay Ga

پلٹ کر بھی نہیں دیکھیں گئے اس کی بے رخی محسن
بھلا دیں گئے اس سے ایسے کہ وہ بھی یاد رکھے گا

Click & Read: 20+ Best Sad Love Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment