15+ | Best Dard Poetry in Urdu with Images | (Updated 2024)

Dard Urdu Poetry Cover
If you’re looking for the best Dard Urdu Poetry on sadness and heartbreak images then congrats you found the right place.

Here you get the latest collection of 15+ Dard Shayari in Urdu text with heart-touching & despair images.

Best Dard Poetry On Emotional Pics:

Heart Touching Dard Poetry in Urdu

Be-Naam Sa Yeh Dard Thahir Kyun Nahi Jata
Jo Bait Gaya Hai Woh Guzar Kyun Nahi Jata

بے نام سا یہ درد ٹھہر کیوں نہیں جاتا
جو بیت گیا ہے وہ گزر کیوں نہیں جاتا

Udaas Dard Bhari Urdu Poetry 2 lines

Aaye Koi Aakar Yeh Tere Dard Sambha Lay
Hum Se Tou Yeh Jageer Sambhali Nahi Jati

آے کوئی آکر یہ تیرے درد سنبھا لے
ہم سے تو یہ جاگیر سنبھالی نہیں جاتی

Dard Urdu Poetry on Zindagi

Zindagi Hum Pah Yeh Aasaan Bhi Hosakti Thi
Seekh Letay Jo Kisi Dard Ka Chara Karna

زندگی ہم پہ یہ آسان بھی ہوسکتی تھی
سیکھ لیتے جو کسی درد کا چارہ کرنا

Sad Dard Poetry in Urdu 2 lines

Kabhi Ashk Mein Kabhi Lehjay Mein Rawa Hota Hai
Dard Hota Hai Magar Be-Zabaan Hota Hai

کبھی اشک میں کبھی لہجے میں رواں ہوتا ہے
درد ہوتا ہے مگر بے زباں ہوتا ہے

Best Dard Urdu Poetry on Sanam

Tere Har Dard Ko Kiya Qabool ! Hum Ne Khushi Ki Tarah
Tou Abaad Rahay Ae Sanam ! Humein Qabool Hai Barbad Hona

تیرے ہر درد کو کیا قبول! ہم نے خوشی کی طرح
تو آباد رہے اے صنم ! ہمیں قبول ہے برباد ہونا

Click & Read: 20+ Best Bewafa Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Broken Heart Dard Bahari Poetry in Urdu

Aaj Dard Se Rehayi Ko Dil Karta Hai
Ae Mout! Ab Tou Aaja Mujhe Mar Janay Ko Dil Karta Hai

آج درد سے رہائی کو دل کرتا ہے
اے موت! اب تو آجا مجھے مر جانے کو دل کرتا ہے

Dard bhari Shayari in urdu 2 lines

Baki Hai Koi Sath Toh Bas Ek Usi Ka
Pehlu Mein Liye Phirtay Hain Jo Dard Kisi Ka

باقی ہے کوئی ساتھ تو بس ایک اسی کا
پہلو میں لئے پھرتے ہیں جو درد کسی کا

2 lines Sad Dard Poetry in Urdu

Yeh Kesa Dard Hai Pal Pal Humein Tarpaye Rakhta Hai
Tumhari Yaad Aati Hai Toh Phir So Bhi Nahi Sakte

یہ کیسا درد ہے پل پل ہمیں تڑپاے رکھتا ہے
تمہاری یاد آتی ہے تو پھر سو بھی نہیں سکتے

Mirza Ghalib Famous Dard Poetry in Urdu

Jab Laga Teer Toh Itna Dard Na Howa Ghalib!
Dard Ka Ehsaas Toh Tab Howa Jab Kamaan Dekhi Apne Ke Hath

!جب لگا تیر تو اتنا درد نہ ہوا غالب
درد کا احساس تو تب ہوا جب کمان دیکھی اپنے کے ہاتھ

Crying Dard Poetry in Urdu

Jab Aansu Na Hote Aankhon Mein Toh Aankhein Itni Khubsoorat Na Hoti
Jo Dard Na Hota Dil Mein Tou Khushi Ki Qeemat Pata Na Hoti

جب آنسو نہ ہوتے آنکھوں میں تو آنکھیں اتنی خوبصورت نہ ہوتی
جو درد نہ ہوتا دل میں تو خوشی کی قیمت پتہ نہ ہوتی

Click & Read: 20+ Best Eyes Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Ghalib Best Dard Shayari in Urdu 2 lines

Dard Ho Dil Mein Tou Dawaa Kejiye
Dil Hi Jab Dard Ho Toh Kya Kejiye

درد ہو دل میں تو دوا کیجئے
دل ہی جب درد ہو تو کیا کیجئے

Mirza Ghalib Dard Urdu Poetry

Ishrat-e-Qatra Hai Driya Mein Fana Hojana
Dard Ka Had Se Guzarna Hai Dawaa Hojana

عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہوجانا
درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہوجانا

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment