15+ | Best Gham Poetry in Urdu with Images | (Updated 2024)

Gham Urdu Poetry cover
If you’re looking for the best Gham Urdu Poetry on broken-heart and sadness images then congrats you found the right place.

Here you get the latest collection of 15+ Ghamgeen Shayari in Urdu text on crying & broken-heart images.

Best Gham Poetry On Broken-Heart Pics:

Amjad Islam Amjad Gham Urdu Poetry 2 lines

Kisi Ki Aankh Jo Pur Num Nahi Hai
Na Samjho Yeh Keh Usko Gham Nahi Hai

کسی کی آنکھ جو پر نم نہیں ہے
نہ سمجھو یہ کہ اسکو غم نہیں ہے

Best Ghamgeen Poetry on Eyes and Dil in Urdu Text

Hum Ko Khush Mili Bhi Toh Kaha Rakhegay Hum
Aankhon Mein Hasratein Hain Toh Dil Mein Kisi Ka Gham

ہم کو خوشی ملی بھی تو کہاں رکھیں گے ہم
آنکھوں میں حسرتیں ہیں تو دل میں کسی کا غم

Sad Gham Poetry in Urdu Text 2 lines

Ab Kaha Woh Pehli Si Fursatein Mayaser Hai
Sara Din Safar Karna Sari Raat Gham Karna

اب کہاں وہ پہلی سی فرصتیں میسر ہے
سارا دن سفر کرنا ساری رات غم کرنا

Ghamgeen Poetry in Urdu 2 lines

Dil Gaya Tum Ne Liya Hum Kya Karay
Janay Wali Cheez Ka Gham Kya Karay

دل گیا تم نے لیا ہم کیا کریں
جانے والی چیز کا غم کیا کریں

Heart Broken Ghamgeen Urdu Poetry 2 lines

Lakhon Sadmein, Dheron Gham Phir Bhi Nahi Hai Aankhen Nam
Ek Muddat Se Roye Nahi Kya Pathar Ke Hoge Hum

لاکھوں صدمے ڈھیروں غم پھر بھی نہیں ہے آنکھیں نم
ایک مدّت سے روۓ نہیں کیا پتھر کے ہوگے ہم

Click & Read: 20+ Best Urdu Poetry On Eyes With Emotional Pics (Updated 2024)

Heart Touching Ghamgeen Poetry in Urdu

Gham Ki Barish Ne Bhi Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi
Tune Mujh Ko Kho Diya Mein Ne Tujhe Khoya Nahi

غم کی بارش نے بھی تیرے نقش کو دھویا نہیں
تو نے مجھ کو کھو دیا میں نے تجھے کھویا نہیں

Ahmed Faraz Poetry on Gham 2 lines in Urdu Text

Gham-e-Hayat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi
Chale Bhi Aao Keh Duniya Se Ja Raha Hai Koi

غم حیات کا جھگڑا مٹا رہا ہے کوئی
چلے بھی آؤ کہ دنیا سے جا رہا ہے کوئی

Broken Heart Gham Poetry in Urdu 2 lines

Uske Gham Mein Kiya Sabhi Ko Maaf
Koi Shikwa Bhi Ab Kisi Se Nahi

اس کے غم میں کیا سبھی کو معاف
کوئی شکوہ بھی اب کسی سے نہیں

Parveen Shakir Poetry on Gham in Urdu Text

Tou Mila Hai Toh Ab Yeh Gham Hai
Pyar Zyada Hai Zindagi Kam Hai

تو ملا ہے تو اب یہ غم ہے
پیار زیادہ ہے زندگی کم ہے

2 lines Gham Poetry in Urdu Text

Gham Hai Toh Gham Ko Tamasha Nahi Honay Doga
Ae Mohabbat! Mein Tujh Ko Ruswa Nahi Honay Doga

غم ہے تو غم کو تماشا نہیں ہونے دوں گا
اے محبّت! میں تجھ کو رسوا نہیں ہونے دوں گا

Click & Read: 20+ Best Sad Love Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Faiz Ahmed Faiz Poetry About Gham in Urdu

Aur Bhi Gham Hain Zamane Mein Mohabbat Ke Siwa
Rahatein Aur Bhi Hain Wasal Ki Rahat Ke Siwa

اور بھی غم ہیں زمانے میں محبّت کے سوا
راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سوا

John Elia Gham Poetry in Urdu

Yeh Gham Kya Dil Ki Aadat Hai? Nahi Toh
Kisi Se Kuch Shikayat Hai? Nahi Toh

یہ غم کیا دل کی عادت ہے؟ نہیں تو
کسی سے کچھ شکایت ہے ؟ نہیں تو

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment