If you’re looking for the best Mohabbat Urdu Poetry on romantic and sad images then congrats you found the right place.
Here you get the latest collection of 15+ Muhabbat Shayari in Urdu text on amazing & loving images.
Best Mohabbat Poetry On Amazing Pics:
Teri Mohabbat Mein Bas Yahi Muqaam Chahiye
Tere Naam Ke Sath Apna Naam Chahiye
تیری محبّت میں بس یہی مقام چاہیے
تیرے نام کے ساتھ اپنا نام چاہیے
Mujhay Chor Kar Woh Khush Hain Tou Shikayat Kesi
Ab Mein Usay Khush Bhi Na Dekhon Tou Mohababt Kesi
مجھے چھوڑ کر وہ خوش ہیں تو شکایت کسی
اب میں اسے خوش بھی نہ دیکھوں تو محبّت کسی
Tou Mohabbat Se Koi Chaal Tou Chal
Haar Janay Ka Hosla Hai Mujhay
تو محبّت سے کوئی چال تو چل
ہار جانے کا حوصلہ ہے مجھے
Kisi Ko Bhi Mohabbat Mein Mila Kya
Tou Phir Iss Dushman-e-Jaan Se Gila Kya
کسی کو بھی محبّت میں ملا کیا
تو پھر اس دشمن جاں سے گلا کیا
Yeh Mojzah Bhi Muhabbat Kabhi Dekhahey Mujhay
Keh Sang Tujh Pah Giray Aur Zakham Aaye Mujhay
یہ معجزہ بھی محبّت کبھی دکھاہے مجھے
کہ سنگ تجھ پہ گرے اور زخم آے مجھے
Click & Read: 20+ Best Love Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)
Saari Duniya Ke Rawajon Se Baghawat Ki Thi
Tum Ko Yaad Hai Jab Mein Ne Muhabbat Ki Thi
ساری دنیا کے رواجوں سے بغاوت کی تھی
تم کو یاد ہے جب میں نے محبّت کی تھی
Teri Har Baat Muhabbat Mein Gawara Karke
Dil Ke Bazaar Mein Baithe Hai Khasara Karke
تیری ہر بات محبّت میں گوارا کرکے
دل کے بازار میں بیٹھے ہے خسارہ کرکے
Yeh Mohabbat Aisa Munfarid Khail Hai Ghalib !!
Jo Seekh Jata Hai Woh Haar Jata Hai
یہ محبّت ایسا منفرد کھیل ہے غالب
جو سیکھ جاتا ہے وہ ہار جاتا ہے
Itna Aasaan Nahi Shehar-e-Muhabbat Ka Pata Mohsin
Khud Bhatakte Hain Yahan Rah Batane Walay
اتنا آسان نہیں شہر محبّت کا پتہ محسن
خود بھٹکتے ہیں یہاں راہ بتانے والے
Ajeeb Rishta Raha Kuch Is Tarah Apno Se
Na Nafraton Ki Wajah Mili Na Muhabbaton Ka Sila Mila
عجیب رشتہ رہا کچھ اس طرح اپنو سے
نہ نفرتوں کی وجہ ملی نہ محبّتوں کا صلہ ملا
Mohabbat Mein Khatahein Ek Janib Say Nahi Hotay
Na Tum Ilzam Do Humko, Na Hum Ilzam Dein Tumko
محبّت میں خطاہیں ایک جانب سے نہیں ہوتیں
نہ تم الزام دو ہم کو، نہ ہم الزام دیں تم کو
Click & Read: 15+ Best Nafrat Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)
Yeh Ehd Tark-e-Mohabbat Hai Kis Liye Aakhir
Sukoon-e-Qalb Idhar Bhi Nahi Udhar Bhi Nahi
یہ عہد ترک محبّت ہے کس لئے آخر
سکوں قلب ادھر بھی نہیں ادھر بھی نہیں
Kuch Muhabbat Ka Nasha Pehlay Hum Ko Tha Faraz!
Dil Jo Tota To Nashay Se Muhabbat Hogi
!کچھ محبّت کا نشہ پہلے ہم کو تھا فراز
دل جو ٹوٹ تو نشے سے محبّت ہوگی
Woh Sath Le Gaya Sari Muhabbatain Apni
Zara Sa Dard Mere Dil Ke Paas Chor Gaya
وہ ساتھ لے گیا ساری محببتیں اپنی
ذرا سا درد میرے دل کے پاس چھوڑ گیا
Kis Tarah Apni Mohabbat Ki Mein Takmeel Karon
Gham-e-Hasti Bhi Tou Shamil Hai Gham-e-Yaar Ke Sath
کس طرح اپنی محبّت کی میں تکمیل کروں
غم ہستی بھی تو شامل ہے غم یارکے ساتھ