15+ | Best Nafrat Poetry in Urdu with Images | (Updated 2024)

Nafrat Urdu Poetry Cover
If you’re looking for the best Nafrat Poetry on heartbroken and sad images then congrats you found the right place.

Here you get the latest collection of 15+ Nafrat Shayari in Urdu text with heart-touching & soulful images.

Best Nafrat Poetry On Sadness Pics:

Heart Touching Nafrat Urdu Poetry

Nafrat Howi Kisi Se Tou Be-Inteha Howi
Chaha Tou Chahton Ki Bhi Had Se Guzar Gaye

نفرت ہوئی کسی سے تو بے انتہا ہوئی
چاہا تو چاہتوں کی بھی حد سے گزر گئے

Broken Heart Nafrat Poetry in Urdu 2 lines

Tark-e-Taluk Se Koi Rishta Nahi Rehta
Nafrat Karne Se Koi Aabaad Nahi Rehta

ترک تعلق سے کوئی رشتہ نہیں رہتا
نفرت کرنے سے کوئی آباد نہیں رہتا

Heart Broken Nafrat Poetry in Urdu

Mein Ne Kab Kaha Mohabbat Keijiye
Mein Kaabil-e-Nafrat Hoon Aap Bhi Zaroor Keijiye

میں نے کب کہا محبّت کیجئے
میں قابل نفرت ہوں آپ بھی ضرور کیجئے

Nafrat Poetry Related to sharab in Urdu

Jesay Nafrat Thi Sharab Se Maikhane Se
Gham Mein Jalta Tha Tou Jaam Bhar Ke Peeta Tha

جسے نفرت تھی شراب سے میخانے سے
غم میں جلتا تھا تو جام بھر کے پیتا تھا

Attitude Nafrat Poetry in Urdu 2 lines

Jo Log Mujh Se Nafrat Karte Shoq Se Kare
Mein Bhi Har Shakhs Ko Apni Muhabbat Ke Qaabil Nahi Samjhta

جو لوگ مجھ سے نفرت کرتے شوق سے کرے
میں بھی ہر شخص کو اپنی محبّت کے قابل نہیں سمجھتا

Heart touching Nafrat Poetry in Urdu

Nafrat Hojaye Gi Tujhe Khud Se
Agar Mein Tujh Se Tere Hi Andaaz Mein Baat Karo

نفرت ہوجائے گی تجھے خود سے
اگر میں تجھ سے تیرے ہی انداز میں بات کرو

Click & Read: 20+ Best Heart Broken Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Nafrat Urdu Poetry Related to Mohabbat

Tou Mujh Se Nafrat Karta Hai Tou Sar-e-Aam Kar
Yun Dikhawe Ki Mohabbat Karke Nafrat Ko Badnaam Na Kar

تو مجھ سے نفرت کرتا ہے تو سر عام کر
یوں دکھاوے کی محبّت کرکے نفرت کو بدنام نہ کر


2 lines Broken Heart Nafrat Poetry in Urdu

Suna Hai Aaj Un Ko Hamare Zikr Se Bhi Nafrat Hai
Jis Ne Kabhi Apnay Dil Par Hamara Naam Likha Tha

سنا ہے آج ان کو ہمارے ذکر سے بھی نفرت ہے
جس نے کبھی اپنے دل پر ہمارا نام لکھا تھا۔

Nafrat Urdu Poetry on Zindagi

Tumahari Nafrat Pah Bhi Lutadi Zindagi Hum Ne
Socho Agar Tum Mohabbat Karte Tou Hum Kya Karte

تمہاری نفرت پہ بھی لٹادی زندگی ہم نے
سوچو اگر تم محبّت کرتے تو ہم کیا کرتے

Wasi Shah Nafrat Poetry in Urdu 2 lines

Mein Qaabil-e-Nafrat Hoon To Chor De Mujh Ko Wasi
To Mujh Se Yun Dekhaway Ki Muhabbat Na Kiya Kar

میں قابل نفرت ہوں تو چھوڑ دے مجھ کو وصی
تو مجھ سے یوں دکھاوے کی محبّت نہ کیا کر


Nafrat poetry on sad love story in urdu

Khuda Salamat Rakhe Unhein Jo Hum Se Nafrat Karte Hain
Pyar Na Sahi Nafrat Hi Sahi Kuch Tou Hai Jo Hum Se Karte Hain

خدا سلامت رکھے انہیں جو ہم سے نفرت کرتے ہیں
پیار نہ سہی نفرت ہی سہی کچھ تو ہے جو ہم سے کرتے ہیں

Click & Read: 20+ Best 2 lines Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Ahmed Faraz Poetry on Nafrat in Urdu

Mein Fana Hogaya Woh Badla Phir Bhi Nahi Faraz!
Meri Chahat Se Bhi Sachi Thi Nafrat Uski

! میں فنا ہوگیا وہ بدلہ پھر بھی نہیں فراز
میری چاہت سے بھی سچی تھی نفرت اسکی

Sad Nafrat Shayari in urdu

Ik Nafrat Hi Hai Jesay Duniya Chand Lamhon Mein Maan Leti Hai
Warna Mohabbat Ka Yaqeen Dilate Dilate Zindagi Guzar Jati Hai

اک نفرت ہی ہے جسے دنیا چند لمحوں میں مان لیتی ہے
ورنہ محبّت کا یقین دلاتے دلاتے زندگی گزر جاتی ہے

Nafrat Poetry in urdu 2 line

Woh Mohabbat Bhi Uski Thi Woh Nafrat Bhi Uski Thi
Wo Apnane Aur Thukrane Ki Ada Bhi Uski Thi

وہ محبّت بھی اس کی تھی وہ نفرت بھی اس کی تھی
وہ اپنانے اور ٹھکرانے کی ادا بھی اس کی تھی

Urdu Poetry on Nafrat and Mohabbat 2 lines

Hai Maloom Hum Ko Tumhari Haqeeqat
Mohabbat Ke Parde Mein Karte Ho Nafrat

ہے معلوم ہم کو تمہاری حقیقت
محبّت کے پردے میں کرتے ہو نفرت

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment