15+ | Best Sufi Poetry in Urdu with Images | (Updated 2024)

Sufi Urdu Poetry Cover
If you’re looking for the best Sufi Urdu Poetry on devotional and sufiana images then congrats you found the right place.

Here you get the latest collection of 15+ Sufi Shayari in Urdu text with emotional & soul-touching images.

Best Sufi Urdu Poetry On Devotional Pics:

Sufi Urdu Poetry on ishq e haqiqi

Poocha, Muskhil Mein Rehta Hoon, Kaha Aasaan Kar Dalo
Keh Jiski Chah Zayada Hai Wahi Qurbaan Kar Dalo

پوچھا، مشکل میں رہتا ہوں، کہا آسان کر ڈالو
کہ جسکی چاہ زیادہ ہے وہی قربان کر ڈالو

Sufi Poetry about love in urdu

Jamaal-e-Yaar Ko Dekha, Phir Apnay Haal Ko Dekha
Jab Apnay Haal Ko Dekha, Bohat Be-Haal Sa Dekha

جمال یار کو دیکھا، پھر اپنے حال کو دیکھا
جب اپنے حال کو دیکھا، بہت بے حال سا دیکھا

4 lines Sufi Urdu Poetry

Mein Karta Rahoga Tera Shukar Mere Mola
Meri Zindagi Nay Jab Tak Wafa Ki

Mujhay Hai Aas Bakshish Ki Us Say
Rahm Karna Aadat Hai Mere Allah Ki

میں کرتا رہوگا تیرا شکر میرے مولا
میری زندگی نے جب تک وفا کی
مجھے ہے آس بخشش کی اس سے
رحم کرنا عادت ہے میرے الله کی

Best Sufi poetry in urdu on Dil and Sajda

Sar Ho Sajde Mein Dil Mein Daga Baazi Ho
Aisay Sajde Mein Bhala Kisay Khuda Raazi Ho

سر ہو سجدے میں دل میں دغا بازی ہو
ایسے سجدے میں بھلا کیسے خدا راضی ہو

Motivational Sufi Poetry in urdu

Anjaam Uske Hath Mein Hai Aaghaaz Karke Dekho
Bheegay Howe Paron Se Hi Parwaaz Karke Dekho

انجام اس کے ہاتھ میں ہے آغاز کر کے دیکھو
بھیگے ہوۓ پروں سے ہی پرواز کر کے دیکھو

Click & Read: 15+ Best Motivational Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Allama Iqbal Sufi poetry in urdu

Baat Sajdon Ki Nahi Khuloos-e-Dil Ki Hoti Hai Iqbal !
Har Mekhane Mein Sharabi Aur Har Masjid Mein Namazi Nahi Hota

! بات سجدوں کی نہیں خلوص دل کی ہوتی ہے اقبال
ہر میخانے میں شرابی اور ہر مسجد میں نمازی نہیں ہوتا

Islamic Sufi Urdu Poetry 2 lines

Kon Kehta Hai Ishq Ban Dekhay Nahi Hota
Hum Umaateyon Ki Hi Misaal Le Lo

کون کہتا ہے عشق بن دیکھے نہیں ہوتا
ہم امتیوں کی ہی مثال لے لو

Sufi Poetry About Ishq in Urdu 2 lines

Jaza Saza Ki Aur Na Hi Baqa Ki Hoti Hai
Namaz-e-Ishq Mein Niyaat Fana Ki Hoti Hai

جزا سزا کی اور نہ ہی بقا کی ہوتی ہے
نماز عشق میں ںیت فنا کی ہوتی ہے

Sufi Poetry about friends in urdu

Do Chehron Ka Bojh Na Uthaya Karon
Dil Na Milay Tou Hath Bhi Na Milaya Karon

دو چہروں کا بوجھ نہ اٹھایا کروں
دل نہ ملے تو ہاتھ بھی نہ ملایا کروں

2 lines Sufi Poetry in Urdu

Sudh Budh Apni Kho Bheta Hoon
Janay Kis Ka Hoo Bheta Hoon

سدھ بدھ اپنی کھو بیٹھا ہوں
جانے کس کا ہو بیٹھا ہوں

Sufi Poetry about jalal and zamana in urdu

Koi Zabt De Na Jalaal De, Mujhe Sirf Itna Kamaal De
Mein Har Ek Ki Sadaa Banon Keh Zamana Meri Misaal De

کوئی ضبط دے نہ جلال دے، مجھے صرف اتنا کمال دے
میں ہر ایک کی صدا بنوں کہ زمانہ میری مثال دے

Click & Read: 20+ Best Islamic Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Sufi Poetry on Khuda in Urdu

Bande Toh Sath Chor Jatay Hain Har Mor Par
Kabhi Aitbaar Khuda Ki Zaat Pah Toh Karke Dekho

بندے تو ساتھ چھوڑ جاتے ہیں ہر موڑ پر
کبھی اعتبار خدا کی ذات پہ تو کرکے دیکھو

Islamic sufi poetry in urdu

Teri Kareemi Ke Aasray Par Hum Faqeeron Ki Zindagi
Jesay Tou Urooj Bakshay Usay Khayal-e-Zawal Kesa

تیری کریمی کے آسرے پر ہم فقیروں کی زندگی
جسے تو عروج بخشے اس سے خیال زوال کیسا

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment