20+ Best Islamic Poetry In Urdu 2 lines 2024 | PoetryBAAZ

Islamic Urdu Poetry Cover
If you’re looking for the best Islamic Poetry In Urdu 2 lines on religious and holy images then congrats you found the right place.

Here you get the latest collection of 20+ Islamic Shayari in Urdu text 2 lines on holy & moral images.

Best Islamic Poetry On Holy Pics:

Islamic poetry about quran and islam in urdu

Yahi Hai Aarzoo Taleem-e-Quran Aam Hojahe
Har Ak Parcham Se Ooncha Parcham-e-Islam Hojahe

یہی ہے آرزو تعلیم قرآن عام ہوجاھے
ہراک پرچم سے اونچا پرچم اسلام ہوجاھے

Islamic Poetry About Allah in urdu text

Tu Nay Chakhi Hai Faqat Gunahon Ki Lazzat !!
Tou Kya Janay Zikr-e-Ilahi Mein Hai Suroor Kitna

!! تو نے چکھی ہے فقط گناہوں کی لذّت
تو کیا جانے ذکر الہی میں ہے سرور کتنا

islamic poetry about sajda in urdu

Meri Qismat Mein Bhi Aisa Koi Sajda Karde
Jo Mere Sare Gunahon Ka Madawa Karde

میری قسمت میں بھی ایسا کوئی سجدہ کردے
جو میرے سارے گناہوں کا مداوا کردے

Islamic Poetry in Urdu About Namaz

Sar Jhukane Se Namazain Ada Nahi Hoti
Dil Jhukana Parta Hai Ibadat Ke Liye

سر جھکانے سے نمازیں ادا نہیں ہوتی
دل جھکانا پڑتا ہے عبادت کے لئے

Islamic Urdu Poetry About Holy Quran

Jeenay Ka Hunar Hum Ko Quran Seekhata Hai
Haiwan Ko Bhi Yeh Tou Insaan Banata Hain

جینے کا ہنر ہم کو قرآن سیکھاتا ہے
حیوان کو بھی یہ تو انسان بناتا ہے

Click & Read: 20+ Best 2 Lines Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

islamic poetry about husn in urdu

Hai Nafs Ke Hathon Tou Majboor Kitna
Sab Jaan Ke Bhi Hai Aaj Lashaor Kitna

Jis Chehre Ne Hai Ek Din Mati Mein Mil Jana
Us Chehre Pah Hai Tujhe Ghuroor Kitna

ہے نفس کے ہاتھوں تو مجبور کتنا
سب جان کے بھی ہے آج لاشعور کتنا
جس چہرے نے ہے ایک دن مٹی میں مل جانا
اس چہرے پہ ہے تجھے غرور کتنا

Islamic Poetry About Wafa in Urdu

Ki Muhammad Se Wafa Tou Ne Hum Tere Hai
Yeh Jahan Cheez Hai Kya Loh Wa Qalam Tere Hai

کی محمّد سے وفا تو نے ہم تیرے ہے
یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہے

islamic poetry about ibadat and tasbeeh in urdu

Hain Mera Maqsad Ibadat Teri Azab Kesa Sawab Kesa
Ginon Mein Kyun Tasbeeh Ke Dane, Yeh Mohabbaton Mein Hisab Kesa

ہے میرا مقصد عبادت تیری عذاب کیسا، ثواب کیسا
گنوں میں کیوں تسبیح کے دانے، یہ محبّتوں میں حساب کیسا

Islamic Poetry on ishq e haqiqi in urdu

Mujhe Zindagi Mein Qadam Qadam Teri Raza Ki Talash Hai
Tere Ishq Mein Ae Allah Mujhay Inteha Ki Talash Hai

مجھے زندگی میں قدم قدم تیری رضا کی تلاش ہے
تیرے عشق میں اے الله مجھے انتہا کی تلاش ہے

islamic poetry about dua in urdu

Mein Gunahon Mein Hoon Doba Howa, Mein Zameen Par Hoon Gira Howa
Jo Mujhe Gunahon Se Bari Kare, Mujhay Us Dua Ki Talash Hai

میں گناہوں میں ہوں ڈوبا ہوا، میں زمین پر ہوں گرا ہوا
جو مجھے گناہوں سے بری کرے، مجھے اس دعا کی تلاش ہے

Islamic Poetry About Prophet Muhammad in urdu

Aajahega Tujhe Iqbal Jeene Ka Qareena
Tou Sarwar-e-Konain Ke Farman Parha Kar

آجاہے گا تجھے اقبال جینے کا قرینہ
تو سرور کونین کے فرمان پڑھا کر

Islamic poetry about Allah in urdu text 2 lines

Andheron Ko Noor Deta Hai, Zikar Uska Dil Ko Suroor Deta Hai
Uske Dar Se Jo Bhi Mango Woh Allah Hai Zaroor Deta Hai

اندھریوں کو نور دیتا ہے، ذکر اسکا دل کو سرور دیتا ہے
اس کے دار سے جو بھی مانگو وہ الله ہے ضرور دیتا ہے

Click & Read: 15+ Best Sufi Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Islamic poetry about Quran in urdu

Talash Ilam Tou Pahunch Gaya Kahan Se Kahan Tak Jahan Mein
Bata Tou Sahi Woh Konsa Sabaq Hai Jo Khuda Ne Nahi Diya Quran Mein

تلاش علم تو پہنچ گیا کہاں سے کہاں تک جہاں میں
بتا تو سہی وہ کونسا سبق ہے جو خدا نے نہیں دیا قرآن میں

Allama Iqbal Poetry About Musalman and Islamic in Urdu Text

Dil Pak Nahi To Pak Hosakta Nahi Insaan
Warna Iblees Ko Bhi Aate Thay Wafzo Ke Faraiz Buhat

دل پاک نہیں تو پاک ہوسکتا نہیں انساں
ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وفضو کے فرائض بہت

Heart Touching Islamic Poetry in Urdu 2 lines

Humein Aati Hai Museebat To Allah Yaad Aata Hai
Warna To Kabhi Sar Sajde Mein Hum Rakhte Nahi

ہمیں آتی ہے مصیبت تو الله یاد آتا ہے
ورنہ تو کبھی سر سجدے میں ہم رکھتے نہیں

Islamic poetry about Allah in urdu

Mein Tera Chahne Wala Hoon Magar Hai Hasrat
Jinko Tou Chahta Hai Mujhko Bhi Wesa Kardey

Ek Nazar Apne Gunahagar Pah Karke Moula
Apni Rehmat Ka Haqdar Humesha Kardey

میں تیرا چاہنے والا ہوں مگر ہے حسرت
جن کو تو چاہتا ہے مجھ کو بھی ویسا کردے
ایک نظر اپنے گناہگار پہ کرکے مولا
اپنی رحمت کا حق دار ہمیشہ کردے

Allama iqbal islamic poetry in urdu 2 lines

Husn-e-Kirdar Se Noor-e-Mujassam Hoja
Keh Iblees Bhi Tujhay Dekhe Tou Musalman Hojahey

حسن کردار سے نور مجسم ہوجا
کہ ابلیس بھی تجھے دیکھ تو مسلماں ہوجاہے

Islamic Urdu Poetry About Holy Quran in Urdu 2 lines

Yeh Raaz To Khud Quran Khol Raha Hai
Lehjay Mein Muhammad Ke Khuda Bol Raha Hai

یہ راز تو خود قرآن کھول رہا ہے
لہجے میں محمّد کے خدا بول رہا ہے

Islamic poetry in urdu 4 lines

Khuda Jis Ki Hifazat Ki Haya Thaan Leta Hai
Tou Phir Makri Ke Jalon Ki Woh Chadar Taan Deta Hai

Agar Woh Zindagi Likh De Tou Samandar Rah De Dega
Agar Woh Mout Likh De Tou Machar Jaan Leta Hai

خدا جسکی حفاظت کی حیا ٹھان لیتا ہے
تو پھر مکڑی کے جالوں کی وہ چادر تان لیتا ہے
اگر وہ زندگی لکھ دے تو سمندر راہ دے دیگا
اگر وہ موت لکھ دے تو مچھر جان لیتا ہے

islamic poetry in urdu about azaan

Azaan Tou Hoti Hai Ab Magar Nahi Koi Muezzin Bilal Sa
Sar Sajda Toh Hain Momin Magar
Nahi Kohi Zahra Ke Laal Sa 

اذان تو ہوتی ہے اب مگر نہیں کوئی مؤذن بلال سا
سر سجدہ تو ہیں مومن مگر نہیں کوہی زھرا کے لال سا

islamic poetry about Allah in urdu

Mujhay Tujh Se Milna Zaroor Hai Kahin Dil Ki Shart Na Dalna
Abhi Dil Gunahon Se Chur Hai

Tou Bakhsh De Mere Sab Gunah, 

Tou Raheem, Tou Ghafoor Hai

مجھے تجھ سے ملنا ضرور ہے کہیں دل کی شرط نہ ڈالنا
ابھی دل گناہوں سے چور ہے
تو بخش دے میرے گناہ تو رحیم ہے، تو غفور ہے

Click & Read: 15+ Best Jumma Mubarak Poetry In Urdu With Wishing Pics (2024)

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment