15+ | Best Jumma Mubarak Poetry in Urdu with Images | (2024)

Jumma Mubarak Urdu Poetry Cover
If you’re looking for the best Jumma Mubarak Poetry on Islamic and holy images then congrats you found the right place.

Here you get the latest collection of 15+ Jumma Mubarak Shayari in Urdu text with holy & religious images.

Best Jumma Mubarak Poetry On Islamic Pics:

Best Jumma Mubarak Dua Wishes Poetry in Urdu

Aaj Toh Kardena Mere Haq Mein Dua Ae Dost!
Suna Hai Yeh Din Bohat Qaboliyat Ka Hota Hai

! آج تو کردینا میرے حق میں دعا اے دوست
سنا ہے یہ دن بہت قبولیت کا ہوتا ہے

Islamic Poetry Jumma Mubarak in urdu text

Fana Karde Apni Saari Zindagi Allah Ki Mohabbat Mein
Yeh Wahid Pyaar Hai Jis Mein Bewafai Nahi Milti

فنا کر دے اپنی ساری زندگی الله کی محبّت میں
یہ واحد پیار ہے جس میں بے وفائی نہیں ملتی

Islamic Poetry About Hazrat Muhammad SAW in Urdu Text

Mere Nabi Ka Chehra Itna Noorani Hai
Ban Dekhay Hi Yeh Duniya Deewani Hai

میرے نبی کا چہرہ اتنا نورانی ہے
بن دیکھے ہی یہ دنیا دیوانی ہے

Best Jumma Mubarak Wishes Poetry in Urdu

Mujhay Sabr Mein Rakhna Mola Kabhi Girne Na Dena
Na Kisi Ki Nazron Mein Na Kisi Ke Qadmon Mein

مجھے صبر میں رکھنا مولا کبھی گرنے نہ دینا
نہ کسی کی نظروں میں نہ کسی کے قدموں میں

Best Jumma Mubarak Poetry About Gunaah in Urdu

Nahi Janta Saghira Hai Ya Kabira Hai
Ilahi Maaf Karde Gunahon Ka Zakheera Hai

نہیں جانتا صغیرہ ہے یا کبیرہ ہے
الہی معاف کردے گناہوں کا ذخیرہ ہے

Heart Touching Jumma Mubarak Poetry In Urdu 2 lines

Aatish-e-Dozakh! Na Dekh Ghazab Se Mujh Ko
Bara Rahim Hai Woh Jiska Gunahgar Hoon Mein

آتش دوزخ! نہ دیکھ غضب سے مجھ کو
بڑا رحیم ہے وہ جسکا گنہگار ہوں میں

Click & Read: 20+ Best Islamic Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Islamic Poetry on Dua 2 lines

Nahi Mayoos Mein Apne Khuda Se
Badal Jati Hai Qismat Dua Se

نہیں مایوس میں اپنے خدا سے
بدل جاتی ہے قسمت دعا سے

Heart Touching Jumma Mubarak Poetry in Urdu Text

Tou Mujhay Nawazta Hai Yeh Tera Karam Hai Mere Khuda
Warna Teri Rehmaton Ke Liye Meri Ibadatein Kaha

تو مجھے نوازتا ہے یہ تیرا کرم ہے میرے خدا
ورنہ تیری رحمتوں کے لئے میری عبادتیں کہا

Jumma Mubarak Urdu Poetry Wishes

Ya Allah Jo Bhi Tere Naam Lenay Walay Pareshan Hai
Is Pyaare Din Ke Sadqe Sab Ki Pareshaniyon Ko Door Farma

یا الله جو بھی تیرے نام لینے والے پریشان ہے
اس پیارے دن کے صدقے سب کی پریشانیوں کو دور فرما

Jumma Mubarak Wishing Poetry in Urdu

Meri Auqat Iss Kaabil Toh Nahi Keh Mein Jannat Mango Ya Rab
Bas Itni Se Dua Hai Ki Mujhay Jahannum Ke Azaab Se Bacha Lena

میری اوقات اس قابل تو نہیں کہ میں جنّت مانگو یا رب
بس اتنی سے دعا ہے کی مجھے جہنم کے عذاب سے بچا لینا

Best Jumma Mubarak Wishes Poetry in Urdu 2 lines

To Jab Bhi Dua Karay, Mera Rab Woh Tujhay Ata Karay
Teri Jholi Khushiyon Se Bhari Rahe, Ban Mange Sab Woh Ata Karay

تو جب بھی دعا کرے میرا رب وہ تجھے عطا کرے
تیری جھولی خوشیوں سے بھری رہے, بن مانگے سب وہ عطا کرے

Click & Read: 20+ Best Sufi Poetry Collection in Urdu (Updated 2024)

Islamic Poetry About Allah in urdu

Woh Gunahgar Ki Dua Bhi Sun Leta Hai
Ae Insaan! Hath Mayoos Nahi Hogaye Utha Kar Toh Dekh

وہ گنہگار کی دعا بھی سن لیتا ہے
اے انسان! ہاتھ مایوس نہیں ہوگے اٹھا کر تو دیکھ

Jumma Mubarak Poetry 4 lines

Ae Allah Itna Atta Kar Jitni Teri Shaan Hai
Itne Gunah Maaf Farma Jitna Tou Rehman Hain

Itni Azmaishiyon Se Mehfoz Farma Jitna Tou Mehrban Hai
Itni Razq Mein Farawani Farma Jitna Tou Razaaq Hain

اے الله اتنا عطا کر جتنی تیری شان ہے
اتنے گناہ معاف فرما جتنا تو رحمان ہے
اتنی آزمائشوں سے محفوظ فرما جتنا تو مہربان ہے
اتنی رزق میں فراوانی فرما جتنا تو رزاق ہے

Jumma Mubarak Islamic Poetry In Urdu 4 lines

Kal Raat Ur Rahay Thay Sitare Howa Ke Sath
Aur Mein Udas Beitha Tha Apnay Khuda Ke Sath

Keh Ya To Qaboliyat Ke Tareeqay Seekha Mujhay
Ya Mere Dil Ko Bandh Apni Raza Ke Sath

کل رات اڑ رہے تھے ستارے ہوا کے ساتھ
اور میں اداس بیٹھا تھا اپنے خدا کے ساتھ
کہ یا تو قبولیت کے طریقے سیکھا مجھے
یا میرے دل کو باندھ اپنی رضا کے ساتھ

Jumma Mubarak Poetry in urdu text

Rooh Ko Chho Kar Toh Dekho Jism Mein Kya Rakha Hai
Rab Se Mang Kar Toh Dekho, Logon Mein Kya Rakha Hai

روح کو چھو کر تو دیکھو جسم میں کیا رکھا ہے
رب سے مانگ کر تو دیکھو لوگوں میں کیا رکھا ہے

Islamic Jumma Mubarak poetry in urdu

Islam Jesa Koi Mazhab Nahi, Namaz Jesi Koi Ibadat Nahi
Aur Jumme Jesa Koi Din Nahi

اسلام جیسا کوئی مذہب نہیں، نماز جیسی کوئی عبادت نہیں
اور جمعہ جیسا کوئی دن نہیں

Click & Read: 15+ Best 14 August Poetry In Urdu 2 lines With Pics 2024

Would you Like to Share this Fabulous Collection?

Leave a Comment